Teri aawaz sunne ko jab taras jata hoon,
Toh ghisa pita cd player chala leta hoon.
Teri surat ko jab taras jaata hoon,
Toh cartoon network laga leta hoon.
''''Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do,
Ik benam si mohabbat mere naam kerdo,
Ik subha ko milo aur shaam kerdo,
Aur sham tak mere ghar ka sara kam kerdo