Wo ankh bohat payari thi jo hum ne us ko mari thi Wo joti bohat bahri thi jo us ne hume mari thi Hum to muft main e pit gaye Ghalib Hamain to ankhon ki bimari thi.
Meine kaha pyar mein kuch bhi kar sakta hun Daaaaarling... . . . . Usne muskra ke kaha:WATAN CARD to dilwa do Qk hamare shahar mein bhi selaab aaya tha.