Ek Darya k Kinare 2 Sardar

Ek Darya k Kinare 2 Sardar
Ek Darya k Kinare 2 Sardar Chamach Se Darya Mein Daahi Dal Rahay Thay

Pathan Ne Dekha Tou Poocha: Ye Kya Kr Rahay Ho ?
Sardar: Hum Lassi Bana Rahay Hyn

PaThan: Ha Ha Ha...
O Pagal Ka Bacha, Log Isi Liye Tum Par Lateefay Banaty Hyn..

Itna Lassi Tumhara Baap Piye Ga.? ;->
  

May, 13 2010     285 chars (2 sms)     2512 views       Funny

more Funny SMS Messages



Bus Ko Joota Mara 2
Baar

Par Us K Face Pe Laga
Kyun Nahi ... ??































Aakhir Jootey Ki Bhi Koi
Respect Hy Yaar ... ;->
Teacher : ALLAH ne ''''PAIT'''' q banaya hy.???

.
.
.
..
.
.

.
.
.
Pathan :
SHALWAR bandhane k lye...:-D
End of the World in 2012 means














I have wasted my whole life in school :) :)
Sardar: Khan Sahab Aap K Kitne Bache Hai ?

Pathan: 13

Sardar: 13 Bache Wo Kese?

Pathan: Susral Walo Se Wada Ker Ke Aya Tha Biwi Ko Khali Pait Nai Rakhunga!
BOY:
Ae Bewafa Tu Ne Dil Jala Dala
Dil Jal K Raakh Hogaya


GIRL:
Teri Ye QUrbaani Bekaar Nahi Jayegi
"RAAKH"
Idhar Bhej De "Bartan'' Dhoney K Kaam Aayegi . . .
Faakey pe faka ho raha hai,
Naakay pe naka ho raha hai,
Hukumat ker rahi hai Mansooba Bandi,
Phir bhi Kakay pe Kaka ho raha hai.


Aik pathan dusre se
o yara mere pait main gas ha:
Dusra pathan: khuda ka shukar ada kar
k petrol nhi ha warna America
ne qabza kr lena tha...=P;->

Indian Cricket Team
AUR
Toilet mai
Kya similarity Hai ?

?

Nahi Pata

?

Socho?

Think

?

Simple Yaar
?
"Dhoni" Yaha Bhi hai
aur
"Dhoni" Vaha Bhi Hai.
Baithe tere khayalo me,
kore kagaz pe likha tera
naam...

Tasvir bhi bana daki aur
likha ye paigam..

"zinda ya murda,

pakadne yale ko 5000
nakad inam..
''Is dil ko yeh gawara nani hota

Inbox main koi sms tumara nahi hota

bhool kar hi koi sms kar dia karo

Miscall par apna guzara nahi hota.''


Lamha Lamha waqt guzar jayega…
Chund lamhon mein exam aa jayega…

Abhi bhi waqt hai, do line parh lo…
Warna pass kya MUNNA BHAI karvaye ga??
Shadi ka Vada kia Parveen seApni Mohabat thi Nasreen seAnjane me ye sub keh dia Mehreen seKia hal hua Hoga mera Pucho Samreen seAb Umeed hai Sirf Nosheen se