Koi ladki hume thukraaye,
Uss ka hume gam nahi,
Koi ladki hume thukraaye,
Uss ka hume gam nahi,
Arre badnaseeb hai woh ladki Yaaroon ,
Jiss ke nasib me hum nahi.
Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath deha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath tha
Moral: Ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badaltey