Dunya K 5 Mushkil taren Kam 1-Hathi Ko dhakka lgana 2-Machar Ki malish karna 3-Chiunti ko kiss karna 4-Zrafey Ki gardan dabana 5-Ap Se SmS ki tawaqa rakhna
Aik rikshaw ke peche likha tha k
"SAWAN KA INTAZAR HAI"
Peche se aik truck aya or rikshaw ko ora dia(hit kia) or us ke peche likha tha
"AYA SAWAN JHOOM KE".