Pathan Ka baita Awaaz badal Ker Apnay Master Ko Çall Kerta Hy.. "Maira baita Aaj Theek Nahi Hy, Aaj Nahi Aa sakta" Master Awaaz Pehchan Ker Ghussay sy ßola.. Tum Kon baat Ker Rahay Hou? bacha Ghabratay Huay: Mairay Abbu baat Ker Rahay Hain..
Mosafir taxi driver se: yar morr aahista kata karo dar lagta hai..
Taxi Driver: Sahab is mein darne ki kiya bat hai ap bhi meri tarhan morr per ankhan band kar liya karain..
CHAND per Apka naam likhnay ko jee chahta hai
.
.
.
,
.
.
Pehli baat to yeh k mera haath nahi pohanchta
.
.
.
.
.
.
Dosri yeh k yeh khayal hamesha dopehar main hi aata hai
Do andhay apas main baten kr rhe thay..
ek ne dusre se pucha tm ne MenaR-e-PakistaN daikha hai..?
dusre ne kaha han jub me london ki sair ko gaya tha tab daikha tha..