Ek bar ik ladke ka rishta nahi ho raha tha. Kisi ne kaha ki baba
Mannt Lal ke darshan kar aao. Maa aur beta dono chal diye. Parvat
par chadte waqt maa ka panv fisal gaya aur maa khai mein gir gayee
to ladka bola.
"" ya khuda teri khudai, apni te milli nahi bapu di vi gvai ".
Lub khamosh ho jate hai jab tum samne ate ho!
dil dhadkta hai jab nigahein milate ho!
saans ruk jati hai jab muskurate ho!
Heart patient hun
itna kyo darate ho?
Newton''s 5th law:
Dunya Gol hai,
Chooha Billi say darta ha, billi Kuttay se, kuta Aadmi say, aadmi Biwi say, or Biwi Choohay say. Hence Proved. Dunya Gol hai.!
''dil se dil laga kar bhi dekh,
meri yaad mein aansoo bahakar bhi dekh,
SMS kya CALL bhi karenge,
ek baar mere mobile ka bill chuka kar bhi dekh......''
Shahrokh Khan Shotting Mian Attnay Busy Hotay Hian K Ghar Ana Bhool Jatay Hian...
Aur Un K Bachay Bhi Bhool Jatay Hian Un Ka Papa Kon Hia...
Achank Shahrokh Khan Ghar Attay Hian Aur Bachay Zoor Se Chalatay Hian....
Mami .. Mami...Dakho To Zara Hamray Ghar Shahrok Khan Aay Hian...