paper mei is liye me

paper mei is liye me

Paper mei is Liye Mere 100 Number Aaye hain pAppu...



Likh k Aaya tha...
" HAR SAWAAL KA Ek HE JAWAB ALTAF ALTAF " =P ;->
  

May, 06 2010     134 chars (1 sms)     3315 views       Funny

more Funny SMS Messages

2 Sardar bank Lootanay gaye ..par gun bhool gaye phir bhi bank loot liya .. KAISE ??
after all manager bhi Sardar the..bola gun kal dikha jana!
1 Pathan Ko uska Susar Jootay Maar Raha Tha:


Aadmi: Q Maar Rahy Ho?



Susar: Iski Biwi ne Hospital Se Isay SMS Kya,

TUM BAAP BAN GAYE HO.

Isne Apne Saary Doston Ko Forward Kar diya. :-)''
Tamam bewaqufon ko ittela di jati hy...



.

.
.

.
.

.
.

.
.
.

.
.
.

.
.
.

.
.


.

Tum to aise dekh rhe ho jese ye ittela tumhare liye ho
Pathan darakht pe charha to upar bandar ne pocha: Upar Q aye?

Pathan:AMROOD khanay

Bandar:Yeh to AAM ka Darakht ha;

pathan. pata ha:

Main AMROOD sath laya hon..


~> Teacher: what is meant by
"I MISS YOU"

.

.

.

.

~> Pathan: Is ka matlab hai
"Mein tumhari miss hon!"
Q: Maa Apni Jawaan Betiyon K Sath Ghoomay
Jaye To Bhala Kaum Aitraaz Kar Sakta Hai??
.

.

.

.
A: Jawaan Betiyaan.
Mama: Beta khaana Khaogay?

Beta: Nhi

Mama: Acha Mithae khaogay?

Beta: Nhi

Mama: Acha Icecream?

Beta: Nhi

Mama: Chocolate?

Beta: Nhi naaaaa

Mama: Baap pe gaya hai THAPPAR hee khayga.....


Facts Abt Me:

Einstien Copied My Eqn E=Mc2
Bill Gates Was Asking For A Xp Cd Frm Me
When I Threw An Apple On Newton He Knew Abt Gravity
Aisi kon si cheez hai jo
WOMAN main aagay hoti
hai,

aur COW main peche?
?
?
?
?
?
?
?
?
It''s"w"
W-WOMAN
COW-W
Her waqt ghalat na socha kero.
Main Lanat Bhejta Hoon Tum Par Aur
Tumhari Dosti Par
Main Tum Jese Ghatya Insaan k Saath
Koi Ta''aluq Nahi Rakhna Chahta
Sirf Tum Hii Nahi
Tumhari Soch Aur Rooh Bhi Khraab Hai
Tum Jese Logo''n Ko Dost Rakhna
Dosti Aur Insaaniat Dono Ki Tauheen Hy















Soch Ker Batao ye Kis Film ka Dialog Hy .... ;->
Barbaad Honay Ke Aur Bhi Raastay Thay
GHALIB...!!!

Najane tumain ''PPP'' Ko Vote Daine Ka Khayal Kyun Aaya.......????
(Champions Trophy FINAL ''09)

Aus won the toss & decided to bat first

AUS V/s Pak

AUS: 323/7 (50)
PAK: 325/8 (48.4)

(peshawar TV)
=P ;)