izhaar

izhaar
kab unki palko se izhaar hoga
dil ke kisi kone mein mere liye pyaar hoga
Guzarti hai raat unki yaad mein
kabhi to unko mera intezaar hoga
  

Oct, 05 2011     137 chars (1 sms)     3719 views       Love

more Love SMS Messages

Tere ikhlas say mohabat ki hai
Tere ehsas se mohabat ki hay
Mana tu paas nahi hai phir bhi hum nay
Teri yaad se mohabat ki hai
Kabhi tu ne bhi mujhe yaad kia hoga
Mainay teri yaad k lamhaat say mohabat ki hai
Jin mein hoon sirf teri or meri batein
Meinay un auqaat say mohabbat ki hai
Or jo mehkay hoon sirf teri hi mohabat say
Meinay un jazbat say mohabat ki hay
Tujh say milna to ab khuwab sa lagta hai
Meinay tere intezar se mohabat ki hay
Tufano me jindagi ko panah kaha milti hai,
Anjani rahon me rahe kaha milti hai.
Arey, TAJMAHAL banane ka hosla to ham bhi rakhte hai,
Magar wafadar MUMTAJ kaha milti hai
red is 4 blood,blood is 4 heart ,heart is 4 love,love is 4 u and ur 4 me
Mohabbat "Khawab" Hoti Hai!
Mohabbat "Baat" Hoti Hai!
Jo Koi Pooch Baithey To!
Mohabbat "Raaz" Hoti Hai!
Machalti Hui Umangoon Ka!
Suhana Saath Hoti Hai..
Jo Koi Dhoondna Chahye To!
To Yeh Nayab Hoti Hai..
Ghammoon Ki Dhool Hai Shayad!
Chamakti Raat Hai Shayad!
Kisi Ki Yaad Hai Shayad!
Mohabbat Pur Sakoon Bhi Hai!
Magar Betaab Hoti Hai!
Agar Mill Na Sakey To Phir!

"AZAAB-E-JAAN"
Hoti Hai!
Koi hai jo dua karta hai,

Apno mein humein bhi ginaa karta hai,

Khushnaseeb samajhte hain hum khud ko,

Koi door se bhi humein yaad kiya karta hai...
Aap khafa hogaye tokoi khushi na rahegi,
aapke bina chirago me roshni na rahegi,
kya kahe kya guzregi dil par,
zinda to rahenge par zindagi narahegi.
Ajnabi duniya me Akela khwab hu mei!
Sawalo se ghira ek jawab hu mei!
Jo na samajh sake Unke lie KOUN?
Jo samajhe Unke lie ek kitaab hu mei!
Gulshan ki tarah muje mehkaya karo tum
Din dhal jaye to raat ki rani ban jaya karo tum
Muje Tanhaion say bohat khouf aata hay
R kuch nahi to mera saya hi ban jaya karo tum
Tera Firaq muje khud say b begana karta hay
Khawab main b na apna daman churaya karo tum
The way u look into my eyes, it scares me,
The way u say I Luv U, it scares me,
The way u know just what to say, it scares me,
The ways u scare me I luv it.
If you love someone, put their name in a circle,
instead of a heart, because hearts can break,
but circles go on forever
Never ignore anyone who loves u the most,

then you will realize that u have lost a diamond

while collecting stones.
Kaash Mein Tere Haseen Haath Ka Kangan Hota
Tu Bade Payar Say Chao Say Bade Maan K Saath

Apni Nazuk Si Kalayi Mein Chadhati Mujh Ko
Aur Bay Taabi Say Furqat K Khizan Lamho Mein

Tu Kisi Soch Mei Doobi Jo Ghumaati Mujh Ko
Mein Tere Hath Ki Khushboo Say Mehak Jata

Jab Kabhi Mood Mein Aa Kar Mujhay Chooma Karti
Tere Honton Ki Hidat Say Dahak Sa Jaata

Raat Ko Jab Bhi Tu Neendon Kay Safar Pay Jaati
Mar Mareein Haath Ka Takiya Banaya Karti

Mein Tere Kaan Say Lag Kar Kayi Baatein Karta
Teri Zulfon Tere Gaal Ko Chooma Karta

Mujh Ko Bay Taab Sa Rakhta Teri Chahat Ka Nasha
Mein Teri Rooh K Gulshan Mein Mehak Ta Rehta

Mein Tere Jism K Aangan Mein Khanakta Rehta
Kuch Nahi To Ye Bay Naam Sa Bandhan Hota

Kaash Mein Tere Haseen Haath Ka Kangan Hota