Two person on Death Bed. Ek wo jise ap PYAR karte ho & ek wo jo
Apko PYAR karta ho, and U can save only ONE.Whom would u like to
save? (REPLY WITH REASON)reply
Wafa ruswa nahe krna,
Suno aisa nahe krna,
Main pehlay he akela hon,
Mujhe tanha nahe krna,
Bohat massrrof ho jana,
Tou socha nahe krna,
Bharosa bi zaroori hy,
Magr sab ka nahe krna,
Muqadar phir muqadar hy,
Kabi daawa nahe krna,
Jo likha hy wo hona hy,
Kabhi shikwa nahe krna,
Meri takmeel tm se hy,
Mujhe aadha nahe krna,
Haqiqat hy milan apna,
Isay sapna nahe krna,
Humain tm yaad rehty ho,
Humain bhoola nahe krna
Bichedte hue yaad de jayenge
Khud sone se pehle unhi ko 1 khwab de jayenge
Unhe gila hai ke hm jawab nahin dete
Saanso ke rukne se pehle har jawab dy jayenge
Jawani ko zindagi ka nikhaar kahte hai
Patjhad ko chaman ka nikhar kahte hai
Ajeeb chalan hai is duniya ka Yaaro
Ek dhokha hai jise hum sab Pyar kahte
Hai !