kiya zaruri hay kay mein nay jisay chaha tha kabhi
agli duniya bhi meray piyar ko us ka paye
kiya zruri hay jo dharka na kabhi meray liye
agli rut mein bhi mera dil usay pathar paye
ISHQ KARNAY K B KUCH AADAAB HOTAY HEIN.. JAGTI ANKHOON MAY B KUCH KHAWAB HOTAY HEIN.. HAR KOI ROO DAY YA ZARORI TU NAI.. KHUSHK ANKHOON MAY B SAYLAB HOTAY HEIN rizzy
Socha yad na karke thoda tadpaye unko,
kisi aur ka naam lekar jlaye unko.
Par koi chot unko lagi to dard hame hoga,
ab koi ye bataye k kis tarah satayein unko.