Pakistani Ny Chinese
Sy Kaha:
"Aao Hum Tumhe''n
Pakistan Ka Sadar
Banate Hyn"
Is Baat Pr Chinese Ny
Pakistani Par Case
Ker Dia k
"Ye Mujhy Chor
Samajhta Hy" ;->
2010.
1 class ka bacha apni Miss se kehta hai.
Mai aap ko kaisa lagta hoon?
Miss: So sweet!
Bacha: To phir mai apne ammi abbu ko aap k ghar kab bhejun.
Miss: Wo kyon?
Bacha: Ta''kay wo hamari baat agay chalayen,
Miss: Ye kya bakwaas hai!