''TERI AANKHEIN JHUKI JHUKI,
TERA CHEHRA KHILA KHILA,
TERI AANKHEIN JHUKI JHUKI,
TERA CHEHRA KHILA KHILA,
JAB TERE GALOON PAR SE HAATH GHUMAYA,
TO AADHA KILO FAIR AND LOVELY MILA.''
Pehle meri life ek khuli botel thi
Sub kuch perfume ki tara ur jata tha
Tumhare ane k baad sub kuch ruk gia ha
KHUDA kare tum jaisa DHAKAN har kisi ko mile
aaj tum boht afsurda lag rahey ho, aisay lagta hai jaisay tumhein kissi ney mara hai, ghal sujhey huye, sir sey khoon beh raha hai, aur naak to kintni burri tarha zahmi huyee hai,