SAEED AJMAL ki ami ne us se kaha:"Beta bazar se dahi la do"
AJMAL ne socha bahir niklun ga to log maren gy es liye burqa pehen k nikla.
Bazar mai aik orat ne us se pucha.
"Tum SAEED AJMAL ho na?"
Us ne ghabra k kaha
Nhi to.
Us orat ne kaha:"daro mat, mai SHAHID AFRIDI hon.''
Sardar darvaze pe GUN liye khara tha
Wife: y r u standing here?
Sardar: Sher k shikar pe ja raha hon
Wife: To jao na..!
Sardar: Kase jaon baher KUTTA khara hai