Mehrbaan kadardaan dekho
mere sms ka kamaal
ghanti bajegi bander nachega
mobile uthayega sms padega ab muskurayega
ab banda hoshiyari dikhayega
or msg forward karega
Mere dil mein aaj kya hai Wohi apne jo is dil mein pehle se hi the. Aur iss dil mein marte dam tak rahenge. Are main tumhare nahi Apne Tricuspid, Mitral, Pulmonary aur A-V valves k baat kar raha hoon..
'Dulha: plz bilkul sch btana k shadi se pehle tumhare kitne boy friends thy?Dulhan ne ek lifafa usko pkra diya jis mein moong ki daal k kuch daane aur Rs.150 thy husb:ye kya hy? Wife:main jb b koi boy friend bnati thi to is main ek daana daal deti thi. Husband (Daane gin kr shukr krta hai k bht ziada nhi hain): tumhare bs 6 boy frnds thy? Aur ye is 150 rupy ka kya matlab hai? Wife:10 din pehle main ne 2kilo daal bechi thi,ye usi k paise hain.:-P'
us ne kaha or dabao ,,,,,main dabaya ,,,
us ne kaha or dabao ,, main ne or dabaya ,,,
us ne kaha baniyan nikal do phir dabao
main ne phir dabaya ,,,
us ne kaha paint bhi nikal do phir dabao ,,,,
main ne phir dabaya dekha ho gya na suit case band :d
Ajj Halki Halki Barish hai Ajj Sard Hawa ka Raqs bhi hai.. Ajj Phol bhi Nikhry hain Ajj un main tera Aks bhi hai Ajj Badal Kally Gahry hain Ajj chand pe lakhon pahry hain Khush tukre tare yadoon k Bari dair say dil main thary hain Ajj Yadain uljhi uljhi hain Ajj taar yeh dil k sulge hain Ajj yaad bohat tum aye ho...