Sab ki zindagi mein khushyian dene wale,
Mere dost ki zindagi mein koi gham na ho,
Usko mujhse bhie achche dost milein,
Jab uski zindagi mein hum na hon..
Teri taswer dekh kar main rota hoon ,
Ban kay rah gaya main ek samjota hoon
To kahan kala kawwa thera or mujay dekh
Ek masoom sa khubsoorat pyara sa tota hoon