Khuda se koi baat anjan nahi hoti!
insaan ki bndagi beimaan nahi hoti!
kabhi manga hoga humne ek pyara sa dost...
varna yuhi apki...
humse pehchan nahi hoti!!!
5 great people: 1.Quaid, woh to ab rahe nahi
2.Wasim Akram, woh kisi kaam ka nahi,
3.Aishwarya Rai, apni pohanch say bahir.
4.Pata nahi
Baqi rahe aap aur hum So keep in Touch