Zindagi behaal hai Sur hai naa taal hai,
msgbox bhi kangal hai,
kya aapki SMS factory me hadtal hai,
yaar kuch tu bhejo ya meri mobile ki zindagi ka sawaal hai
rab se aap ki khushi mangtay hain,
duaao mein aap ki hansi mangtay hain,
sochtay hain kia mange aap se,
chalo aap ki umar bhar ki dosti mangtay hain...!