Jab-Jab tanhai ne unko sataya hoga,
tab-tab unko mera khayal aaya hoga,
ghum yeh nahi hai ki woh bhool gaye humko
ghum yeh hai ki Ro-Ro kar Bhulaya hoga.
Aaj dil puch baitha apni hi tasveer se,
Tune kiya paya hai taqdeer se? Aapki tasveer dil k aaine ko dikhai Aur kaha,
inko paya hai duniya ki bheed se..