Friends are like mellons

Friends are like mellons
"Friends are like mellons...
shall i tell u why?......

To find one good.....
U must a Hundred try...!"
  

Jun, 16 2010     108 chars (1 sms)     2932 views       Friendship

more Friendship SMS Messages

is raat ki tanhaiyo k
sb rang badal gye hain,
chand nikla hai waise hi
andhere badal gye hain,
jin k bharosey thi khushiyan
vo loog badal gye hain,
manzelein tu ab bhi vohi hai
kuch rasety badal gye hain,
jis pey kya tha bharosa hum ne
vo dost bichar gya hai,
dekhey thay jo kbhi hum ne
vo khwab badal gye hain,
jo baney thay kabhi humsafar
aj wo he mukar gye hain,
is totey hoye dil k sarey
jazbat badl gye hain,
na badley kabhi HUm
na badley kabhi humhare khyalat
BUS
rona hai yahi
KUCH LOOG BADAL GYE HAIn
Milna Bicharna Sab
Qismat Ka Khel Hy

Kahin Nafrat Kahin
Dilo''n Ka Mail Hy

Bik Jata Hy Har Rishta
Dunya Main

Sirf Dosti Hi Yahan
"Not For Sale" Hy ... :)
Ye Dost b Ajeeb Hote Hyn
Dene Pe Aaye''n Tou
Jaan De Dain
Lene Pe Aayen Tou
Hansi Tak Cheen Lain
Kehne Pe Aayen Tou Dil K Tamam Khano K
Raaz Tak Keh Dain
Chupane Pe Aayen Tou Ye Tak na Batayen
K Khafa Kyun Hyn
Naraz Honay Pe Aayen Tou
Saans Tak na Lene Dain
Manane Pe Aaye''n Tou
Apni Saansain Waar Dain

"Dost" Zindagi main Nahi Mila Kerte
Zindagi "Doston" Main Milti Hy ... (:
dosti ma choti choti baton se shikwa na kerna,
gila tab kerna jab hum dosti toor dengay,
Q kay
aisa tabhi
hoga..
jab hum ye duniya chor dengay..
We all lose friends.. we lose them in death, to distance and over time.

But even though they may be lost, hope is not. The key is to keep them in your heart, and when the time is right,

you can pick up the friendship right where you left off.

Even the lost find their way home when you leave the light on."
Koi dost aisa banaya jaye,
jiske aasuo ko palko me chupaya jaye,
rahe uska mera rishta kuch aisa,
agar wo rahe udas to hamase bi na muskuraya jaye
Friendship Is Not Written By Chalk

2 Erase Or Write Again.

It''s Written With Da Ink Of Love

On The Wall Of Heart

Once Written Can''t Be Changed Dat Frndship.
knock on ma heart n door will b open for cute friends
but it doesn''t apply to u becoz
u dont hve to knock anymore
u r already in ma heart
dosti gunah hai to hone na dena,
dosti khuda hai to khone na dena,
karte ho dosti jab kisi se to,
kabhi us dost ko rone na dena.
Life is a railway station, where love is a train,
it will come and go any time, but freindship is a track,
it will remain.........................for ever
Birth is first of life,
beauty is art of life,
death is last of life,
friend ship is heart of life
Tu door hai mujh sey, per paa$ bhi hai ,,
Teri kami main kahin , tera ehsaa$ bhi hai..

Tujh $ey Do$t hain laakhon, jahan main merey,
Per tu Do$t bhi hai, aur khaa$ bhi hai ..

Tuney Khu$hiyan mujhey itni di hain keh aaj,,
Tujhey khoney ka dil main ehsaa$ bhi hai ...

KHUDA ne yuun nawaza, teri Do$ti se mujhey,,
Keh mujhey khud pe gumaan hai, aur naaz bhi hai.....