Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai,
Exams ke din paper dekh kar yaad aaya,
Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai?
one woman to another: Apki sab say bari taqat kaya hay.?
she replied: Mera Husband..!
1st asked: Aur sab say bari kamzori.?
she replied: Tumhara Husband..