Bachiyon k chakker me larke jate lutt,
Or khatey hain un k bhaiyon se wo kutt...
iss waja se larke larkiyon ko chor detay hain,
Moqa mil tey hi un k bhaiyon ko phor dete hain..
Na kare makeup to un se banda dar jata hy,
Karti hain itna makeup k weight barh jata hy ."->
MunnaBhai: Yaar yeh kutte poonch kyon hilate hain? Bole to dog tail shaking WHY?
Circuit: Common sense Bhai! Ab poonch kutte ko to nahin hila sakti hai na.