Jab-Jab tanhai ne unko sataya hoga,
tab-tab unko mera khayal aaya hoga,
ghum yeh nahi hai ki woh bhool gaye humko
ghum yeh hai ki Ro-Ro kar Bhulaya hoga.
DOST Wo Ho Jo
JAN- Ki Dhoop Ho
FEB- Ki Barish Ho
MAR- Ki Shaam Ho
APR- Ki Bahar Ho
MAY- Ki Subha Ho
JUN- Ki Chaa''on Ho
JUL- Ki Khushbu Ho
AUG- Ki Taaro''n Bhari
Raat Ho
SEP- Ki Chandni Ho
OCT- Ki Rimjhim Ho
NOV- Ki Hawa Ho
DEC- Ki Sard Raat Ho