Hasna Humara Kisi Ko Gawara Nahi
Hota
Har Musaffir Zindagi Ka Sahara Nahi
Hota
Milte Hain Bahut Log Is Tanha Zindagi
Mein Par Koi Dost Tum Sa Pyara Nahi Hota…
Thee Soul Of The Word
"F r I e N d S h I p"
Lies In The Poineer Alphabet
Coz
"F" Is Faith What Really Brings
To Us An Authentic
"F r I e N d S h I p" (=
Zamane se kab ke hum gujar gaye hote,
thokar na lagi hoti bach gaye hote,
bandhey the to bas tere dosti ke dhage mai,
warna kabke motiyo jaise bikar gaye hote..
barsat mein ham pani ban k baras jainge...
patjhar mein ham phol ban k jhar jainge...
kia hua jo aaj aap ko tang karte hain...
ek din aap ko bin bataye hi chalay jainge.
Bhool jayen hum tujhe ye justuju karte rahe,,,,,,
Aur dil hi dil main teri aarzu karte rahe,,,,,,
Zindagi bhar aap ki khatir ye aankhe nam raheen,,,,,,
Zindagi bhar aansuon se hum wazoo karte rahe.......