Dard jitna saha jaye utna hi sehna,
Kisi ke dil ko jo lag jaye vo baat na kehna,
Milte hain hamare jaise dost bahut kam,
Isline humse "Kabhi Alvida Na Kehna"
H-m T-m will never complete without "u" & fr-end sh-p will never complete without "i" so "u" & "i" must be there 4 ever 2 keep hum tum frnds 4 ever...!
Bikte Hai Gum Husn Ke Bazar Me,
Lakho Dard Chupte Hai Ek Chote Se Inkar Me,
Ho Jao Ager Zamane Se Khafa,
To Swagat Hai Hamari Dosti Ke Darbar Me... ;->
Ajnabi galeyon se hum guzra nahi karte,
Dard-e-dil liya aur diya nahi karte,
ya dosti ka rishta sirf tum se hai,
warna itnay SMS kise ko kiya nahi karte