doctor ne jawab de dia hy

doctor ne jawab de dia hy
After checkup, Dr. said to wife:

"Ur husband is suffering from a very severe disease. If u don''t do the following, he''ll die.

Each day, fix him healthy breakfast. Be pleasant, & in good mood. Cook tasty dinner for him. Don''t discuss ur problems with him. If u can do this for 1 year, ur husband will be OK."

On the way home, the husband asked:

"What did the Dr. say?

She said:

"Doctor ne jawab de dia hy...." =P =D
  

May, 13 2010     436 chars (3 sms)     3555 views       Funny

more Funny SMS Messages

Ek Ladki Khadi Thi,

Na Toh SMS Kr Rahi Thi Na Call Kr Rahi Thi,

Fir Bi Uska Balance Jaraha Tha..

Kaise?



Ek Pair Par Khadi Thi Na!
''BArish k bäd suraj ata hai




raät k bad din ata hai,




hansi k bad ghum ata hai,




par Ek ap ka SMS hai jo world Cup ki tarah 4 saal bhad aata hai.
pathan to shopkeeper:
"Easy Load he?"
shopkeeper:ji han janab,

pathan:10 ka naswaar Load Karo....
Main Niyat Karta Houn ..! K Ajj Say Hr Larki Ko Maa Samjhoun Ga...!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Apnay Honay Wale Bachoun Ki |''!''|
Shikari dost say: Mein ik mrtaba shikar pay gaya or SHER say saamna hua,wo meray peechay bhaagnay laga,mein b bhaagnay laga or bhaagtay bhaagtay thak gaya to ruka, SHER meray qarib aaya or phisal gaya. Mein phr bhaaga or phr thak k ruk gaya, SHER meray qarib aaya or phisal gaya.

Shikari dost say:Agr tu meri jgha hota to kya krtay?

Dost:Meri to dar k maaray potti hee nikal jati!

Shikari: Hanstay huay,to SHER itni dair say phisal ks pay rha tha... =P ;->
O Rok Do Mere Janaze Ko Zalimon

Mujh Me Jaan Aa Gayi Hai

Peeche Mur K ou Dekho Kameeno

Ciggerate Ki Dukan Aa Gayi Hai ;->
Employee:Boss Aap Shaadi-Shuda

Logo Ko Hi Naukri Kyon Dete Ho?


Boss:Kyonki Unhe Pehle Se

Hi Gaaliya Khane Ki Aadat Hoti Hai.

Wife ( Kitchen Se ): Aji Suntay Ho,
Mai Aaj Kal Bohat Khubsorat ho Rahi Hon.


Husband: Tumhain Kese Pata?


Wife: Aaj kal Meri Khubsorti Dekh Kar Rotiyan Bhi Jal Rahi Hain. :-)


Pathan ki B-v bhaag gai 3 din baad wapis aaye
Pathan ghusse se bola
''''Ab kya lene aayi ho''''

Pathan ki B-v boli
''''Main apne mobile ka charger bhool gai thi'''';->
Lawyer to sardar:geeta pe hath rakho
Sardar:Kamal hai, Seeta pe hath rakha
to baat court tak pohanch gaye,
ab bol raha he geeta pe hath rakho:p
Circuit: Bhai Jail Ko Hindi Me Hawalat Kyun Kehte Hai?


Bhai: Kyunki Jail Mein Khaane

Ko Sirf Hawa Aur Laat Hi Milti Hai
Pathan : Kal hum Ne raat se subah tak 4 rupe ghnta packge pe apni grlfrnd se bat kya!

Dost: wo Q?

Pathan: humko Molvi ne bola tha k aaj jaagne ka raat hai ;->