''aaj pink panther ki barsi hai,us k liya plz yeh sms kam se kam kisi 1 cartoon ko zaror send karen , main ne apna farz poora kar diay ,ab ap ki bari hay..
Munna bhai:apun ko kaisy pata chalay ga k ye bakra hai ya bakri?”
circuit:”simple bhai ,pathar mar kar dekho,
ager bhaga to bakra
aur ager bhagi to bakri.
Pathan England Mai Club Me Chala Gaya,
Wahan Ja K Khoob Naacha,
Dance Karny K Bad Bola,
.......
O Yara Koi Hum Ko Ye To Bataye K Ye SHADI Kis Ka Hai. :-)