Puri botal na sahi,
Ek jaam to ho jaye,
Milna na sahi dua salam to ho jaye,
Jinki yaad mai hum bimar pade hai kam se kam
unhe bukhar na sahi,Zukam to ho jaye..
''Labon ne aajkal muskurana chor dya hy
Khwabon ne palkon pe aana chor dya hy
Nahi khulti hai ankh ab to sehri mein
Shayed ap ne peepa bjana chor diya hy''
Chinese scientists ne tehkikat k baad
yeh inkeshaf kya hai ,
k surmaee chupkali ko agar ubal ker dhoop main sukha ker ,
papar jesa karunchi hone k baad khaya jae to us se ...