Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.
Nargis ne ek school mai urdu teaching start ki aur 1st day hi us ko nikal diya
Nargis to students: parho
Alif, bay, pay, tay
way gujra way way gujra way.