gadhi ne gadhe se pu

gadhi ne gadhe se pu


Gadhi Ne Gadhe Se Pucha
Aaj Mai Kaisi Lag Rahi Hu?
.
.
.
.
Gadhe Ne Kaha
Bilkul "Kareena Kapoor."
  

May, 06 2010     109 chars (1 sms)     3553 views       Funny

more Funny SMS Messages

Hum Dosto Ko Bäri Gandi Saza Dete
Hain,,,,,,,,!!





HUM DOSTO KO BARI GANDI $AZA DETE
HAIN...!!!




Joota Marte Nahi Moza Soongha Dety Hain,,,,,!!
son was filling application form.

There was a question about mother tongue.


Son! Mai ithay ki likhaan?

Man! likh day putar, VERY LONG.
Duniya Main Sab Se Himmat Wala Kaun?


DHOBI-

Kabhi Bhi Kisi Ke Ghar ja kar bol sakta hai sahib bibi ji ko bolo Kapray nikal kar rakhe main abhi aa kar le le leta hon
''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''

BOY:"Mere sath chalo gi?"

GIRL:"Kahan?"


BOY:"Jahan tum khao wahan?"

GIRL:"OK.
9.0 chalte hain?"

BOY: Qasam se
Baji
Yahan tu mazzaq krna bhi azzaab hai...
A DUA...
tujHe khushiYan aise milen jEse MUSHRAF ko galiYan.
Teri zindgi se gum aise khatm hon jise NARGIS ki haya.
or
tujhe BABRA SHRIF jEsa sabr mile.
tuje shohrat aisI mile jise MUKHTAARA MAI ko mili.
Tujhe health aise mile jEse SINGETA ko.
apke din aise phre jise NISEBO k.
Koi aur dua.....???
What Is The Similarity
B/w A Beautiful ,
Educated, Wise ,
Decent ,Loving And
Caring Wife
&
Osama Bin Ladin ... ???
























Both Cannot Be
Found ... ;->
Lady 2 Another:
Tumhare Khyal Me Us Mard Ko Kia Saza Milni Chahiye Jo Kisi Aurat Se Shadi Ka Wada Kare Aur Phir Mukar Jaye....???


2nd Lady:Us Ki Shadi Zabardasti Ussi Aurat Se Kara Deni Chahiye..... ;->

Kitne % bhartiyon ko lagta hy k Salman Khan,
Katrina Kaif se Shadi Karega?
Ans: 10%
bcoz
.
.
.
.
.
Rest of the 90% wants to marry Katrina Kaif themselves =P ;->



Kesy hain?
Halaat
Waqiat
Mashiyat
Urdu
English
Or
Islamiyat
Aap k shehar k wo
Rastay
Galyan
Sarkain
Or
Muhallaat
Azeez Rishtedar
Parosi
Puphiyan
Mamun
Chachy
Chotay
Baray
Jawan
Borhay
Bhai
Dost
Yar
Ghamkhuwar
Rafiq
Raqeeb
Or
Wo
Gharib
Bhokay
Or
Khan
Wo Tbligh walay
skool k Asatza
Masjid k Molvi Sahiban
Or Un k shagird
Shareef
Bdmash
or
Shetan
Sb theek hen na?
Or koi reh tu nhi gaya?
Sab ko mera Salam dijiye ga.



Or han!
Aap kesay ho?
OR sb ghr waly? ;->
Khaansi Ka Elaaj

Balghum Nikaley Bagher Nahi Ho sakta

Balghum Se Nijaat k Liye

Subha Shaam

7 Baar

Khyber

Pukkhtoon Khwaaah

Pukkhtoon Khwaaaah

Bole''n

Balghum Nikla Jaye Ga . . . =P ;)
kissi din teri yadoon ko select karoon delete kar doon




ley das toon enu Computer samjheya wey