Gaalib ne apni mashooka ko date par bulaya, Wo late aayi to ye sher sunaya ''Falak pe sitaron ko neend aa rahi hai, Dusri ka time ho gaya aur tu ab aa rahi hai''
Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....
reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....
woh kambakht na jane kaunse sabun se nahata hai!!