100 pathan aik kashti me sawar thay
k achanak kashti ruk gai
.
.
.
or
.
.
.
sab doob gaye, kaisay?
.
.
.
pathan thay na sub,
dhakka laganay utar gaye
:p
1 sardar rail ki patri per sogaya.
1 admi ne kaha kia ker raho ho?
Train aayegi tu mar jao gay!
Sardar:Mairy oper se jahaz guzar gaya
tu kuch nahin howa, rail kia cheez hay?