new age ashiq ye

new age ashiq ye

New Age Ashiq:

Yeh Ishq Nai Asaan Bus Itna Samaj Lijye . .

Bachi K Ghar Ka Gate Hai Band,
Dewaar Se Hai Kuod K Jana ...=P;->
  

May, 06 2010     137 chars (1 sms)     2597 views       Funny

more Funny SMS Messages



Do Not Walk Behind Me

For I may Not Lead

Bo Not Walk Ahead
Of Me

For I may Not Follow

Do Not Walk Beside Me,
Either,

Just Leave Me Alone
Dammit ... ;->
Saare Gawahon Aur Bayano K Mad-e-Nazar Rakhte Huey Ye Adalat Penal Code Dafa
382 K tehet
Msg Parhne Wale Ko Msg Na Kerne K Jurm Main
''''MEMON'''' Karrar Deti Hai
Shadi Me Munna Papa Se:
Papa Khana Kab Khaen Ge ?
Papa;Dear Dolha Dulhan Aayen Ge Unko Ye Peson Ka Lifafa Den Ge Phr
Khana Khaen Ge

Munnah: Bhaga Gaya Stage Ki Janib Doolhe Se Kehne Laga Ye Lo 1TT Rupe 2plate Biryani Or Salaad K Pese Kaat Lo... ;->
Jo muhay sms na karay , us ke mobile main KEERAY per jain.....

yeh dekho, aap nay mujhay sms nahi kia na..... aap ke mobile main keeray per jain gay...

.\_/
\(")/
-(_)
/(_)\

.\_/
\(")/
-(_)
/(_)\

.\_/
\(")/
-(_)
/(_)\

.\_/
\(")/
-(_)
/(_)\

.\_/
\(")/
-(_)
/(_)\

.\_/
\(")/
-(_)
/(_)\

.\_/
\(")/
-(_)
/(_)\
.\_/

\(")/
-(_)
/(_)\

.\_/
\(")/
-(_)
/(_)\


hahahahahahahahahahah
Meri zindgi pr faqat itna Ehsan kr do,
ik baynam se mohabbt mery nam kr do,
ik subha ko milo or sham kr do,
OR sham tak mery ghar ka sara kam kr do..;-)
Ye Sang-e-Mar Mar Sa
Tarasha Gora Badan


Boond Boond Pighalta
Shabab

Honto''n Se Laga K Dkho
Kashish Kesi Hy

Kambakht Ye
"VANILA ICE CREAM"
Cheez Hi Aisi Hy .. ;->
Jab koi baat bigad jae

jab koi mushkil badh jae

toh


toh

toh
Hoth ghuma,

seeti baja,

seeti baja k bol

bhaiya...

ALL IZZ WELL
Aik Bacha Boht Der Se Ro Raha Tha.Us Ki Maan Keh Rahi Thi .Melay Bachay Ko Ta Chiye ,Tofee ,Bikit, Chips ,Du Du..?

Baby Kehta Hai Nhi Kch Nhi Bs Ait
DRL FRND =P
Ek Commerce ki Larki gaali kese de gi?

Salay Bounced Cheque.

Zameen pe Liability.

Pedaishi Bad Debit.

Insolvent Aadmi Itna maarongi k teri Balance Sheet bhi Telly nahi hogi.
Aankho Me Aasu Aa Jate Hai

Fir Bhi Labo Pe Hasi Rakhni Padti Hai,

Ye Haal Tab Hota Hai Yaaro,Jab




Lambe Safar Me Su-Su Rokni Padti Hai


Hockey Aur Cricket Main Kiya Faraq Hai?

.
.

Sochoo...

.

Nahi Pata?

.

Hockey Main Pakistan Ek Ghanta Zaleel Hota Hai.
Aur Cricket Main Poora Din.
Ab Aaya Samajh Main?
I LOVE YOU..!

:

I REALLY LOVE YOU..!!

:

I Love You More Than Any Thing In The World...!!!


Yehi Kehna Chahta Tha Majnu Apni Laila Se..


Par Bichare Ko English Nahi Aati Thi...!!!