1 sardar USA gya.
wahn wo church me gya to achank wahn awaz ai
''Tannn''
Aitefaq se light b chali gai pthan dar k bola,''''khana khraba Bhago! Undertaker a gya hai"
Sardar park me betha tha. Friend: Kya kr raha hy? Sardar: Badla le Raha hoon! Friend: Kese? Sardar: Waqt Ne muje barbad kia hy ab ma waqt barbad kr raha hoon.
Pathan:Yaar tum subha se zameen khod rahe ho kya baat hai aakhir ? . . . Sardar:Yaar abba kehta hai maine unka naam mitti mein mila dia hai so mein wohi dhoond raha hun.