1 sardar begum ke liye chappal lenay gaya, dukandar:Sardar G size tou batao?
Sardar: yar wo tou mein bhool gaya hoon!
aisa kero meri KAMAR pe nishan dekh lo ;->
Pathan:Yaar tum subha se zameen khod rahe ho kya baat hai aakhir ? . . . Sardar:Yaar abba kehta hai maine unka naam mitti mein mila dia hai so mein wohi dhoond raha hun.
Sardar ankhain band karky Ayena (mirror) ke samny khara hogia . Bewi ne pocha; Yai kia kar rahy ho? . Sardar: Daikh raha ke mai sotay howe kesa lagta hon