Pyar
B Ajab Shay HePyar
B Ajab Shay He
Maa Se Ho To
"EBADAT"
Baap Se Ho To
"AQEEDAT"
Behan Se Ho To
"FARZ"
&
Bivi Se Ho To
Sub Kehtay Hen
"JORU" Ka Ghulam. . ;->
2010.
1 class ka bacha apni Miss se kehta hai.
Mai aap ko kaisa lagta hoon?
Miss: So sweet!
Bacha: To phir mai apne ammi abbu ko aap k ghar kab bhejun.
Miss: Wo kyon?
Bacha: Ta''kay wo hamari baat agay chalayen,
Miss: Ye kya bakwaas hai!