Gum me jine ka maza aata hai, Garibo k dar pe bhi khuda aata hai,Ek hum hai k har roz SMS karte hai,ek tumhara SMS jaise..4 saal baad WORLD CUP aata hai!.
''Itnay dino se jalanay nahi aya
Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.''
karti ha meri bewi subha sham shak muj per,pochti ha muj se ye mis FAKHIRA kon hai?banwaya jab mein n apna ID card,poch dala batate kuin nehi ye ab NADRA kon ha