Ladka Bola: Kash ein hasinao ke baap mar jate, Bahana gam ka hota, hum inke ghar to jaate. Ladki Boli: Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga, Kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.
Aadmi bola ya Allah mujhy dard de, dukh de, tension de, mujhy barbad kar de, mery pichey bhoot laga de, ek farishta bola abey saley eak line mien bool ke biwi chahey...!