Aap ki kanjoosi humare dil
ko bha gai
humain bhi apney balance ki qadar aa gai
socha ab aap ko message na karain
magar kambakhat dosti humain yaad aa gai... ;->
Jageer Daar 1 Sardar Se: Agr Main Subah Apni Car Me Niklun To Shaam Tak Main Apni Aadhi Zameen B Nahi Dekh Sakta..
Sardar: Hamare Pas B Pehle Aisi Hi Car Thi.