TEACHER: MJHE WO TEEN ALFAAZ BTAO JO CLASS ME SAB SE ZIADA BOLAY JATE HAIN.. . . . . . . . . . . . . . . . STUDENT: MUJHE NAHI PATA TEACHER: SHABASH BAITH JAO...!
''Itnay dino se jalanay nahi aya
Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.''