do sheikh hotel main

do sheikh hotel main

Do sheikh hotel main aik dosry ko milay,
4 din k bad dono mar gaye,,
.
.
.
.

wajah kya thi..??
.
.
.
wo 4 din aik dosry ko dekhty rahe, k
khana kon mangway ga?
  

May, 05 2010     177 chars (2 sms)     3273 views       Funny

more Funny SMS Messages



Shayer farmate hain !
"Dil Oska Phir Dukha Dia Hmne

Os Ko Ek Baar Phir ULLU Bana Dia Hmne


Naam Bata K Osko KiSH MiSH Ka,


Naak Ka Chooha Khila Dia Hmne..:-P
Yah SMS Krnay Waloon Ko Kya Ho Gya Hy FARAZ



Her KUTaY-BILLAY Ky Shair Py Mera Name Laga Datay Hain
Baap:baita, paper kaisa huwa?
Baita:bus pehla sawal choot gia!
Baap:acha! aur baqi?
Baita:teesra mujhe aata nhe tha!chotha mai karna bhool gia!paanchwa mujhe nazar nhe aya!chatta paper ki pichle taraf tha,mai ne dekha he nhe
Baap ghusy mai bola:aur dosra?
Baita:bs srf wohe galat huwa hai ;->
"Aap Ki Kahani
Humari Zubani"

Aap k pas dimag hy
Chlta nhi wø älag baat hy

Aap smart hyn
Køi mänta nhi alag bat hy

Aap ameer hyn
Kanjus hyn wo alag bat hy

Aap sharif hyn
Lgty nhi wø älag bat hy

Aap k pas cell fone hy
Call nhi krty alag bat hy

kafi izat hy aap ki
Koi krta nhi ye alag baät hy.
Chinese Larki KO Dekh Kr Mom Boli,

Beta ye Kya Le Aye hO?


Son: Mom Ap Ne khud he To Kaha tHa k gHr atay huye cheeni Letay Aana... =P ;->
Life Is Difficult, Full Of Trials, Sorrow, Pain . . .
When U Fall Down. . .
JusT Stand Up Straight . . . Be Confident . . .






And Say . . . . .








"OYE YE DHAKKA KIS NE DIA" . . . ;->
Azadi Moqay Per
KHAN Sahab Ne pesh Kia Naya Song

Daga Wara Bara Pushta Chusta Pakstan
Daga Barisha Gila Gila Munda Pkistan
Dil Dil Munda Pkstan
Jan Jan Londa-e-Pakistan ... ;->
Kabhi dost kahte the,
jaan bhi mango to hazir hai,
aaj wo apni girlfriend ko
jaan kahte hai
?
?
?
?
?
Salo ab hazir karo apni jaan.


Tumhar msg ka intzar rehta hai

subajh sham dil beqrar rehta har

koi joke, koi shair, koi kahani bhejo

tum se rabta karne ko dil lagatar rehta hai

hoti hai khushi mil jaye jo msg tumhara

dair ho jaye, Ji sogawar rehta hai

teray her lafz se roshni photti hai

teray her khayal pe mujhe ikhtiar rehta hai

ab to mushkil hai is package se bachna

10 rupes loan “U” walon ka aksar udhar rehta hai
A msg for all the students
of different Colleges and Universities !

As we all know that isb had been through
so many strikes and holidays,
last year.
So, to cover-up that all the students
must hav to convince
our skools admin team to
open the skool on 14th Feb (Sunday);-)
''Boy&Girl in a resturent
Boy:Ilove u
Girl:Idon''t love u
Boy:But I lov u
Girl:nai
Boy:Waiter hamara alag alag bil le k ana
Girl:Acha na I Love U Too''


Sikh: Ghar ma Mera hi Hukam chlta hy
Ma Kehta hon, garm pani ly aao, wo le aati hy,

Dost: Garam pani Q?
Sikh: Garam pani ma hi Bartan Achay Dhultay hain:-)