Kya SMS Messages1514 messages

Ae Chashm-e-yaar ab na yaad, na nafrat, na ehsaas....!!
Kya hm kisi salook kay kaabil nai rahey....!!
Andheri raat thi
Wo meray saath thi
Mai uss kai upper tha
Wo mere neechay thi
Tauba tuaba……
Aray logon Kya samjhe aap
Wo meri cycle thi..
Aahat si koi aaye to, lagta hai ki tum ho
Saaya sa koi mand raye to, lagta hai ki tum ho
Ab batao tum Kya kisi bhoot se kam ho..
Mere dil mein aaj Kya hai
Wohi apne jo is dil mein pehle se hi the.
Aur iss dil mein marte dam tak rahenge.
Are main tumhare nahi
Apne Tricuspid, Mitral, Pulmonary aur
A-V valves k baat kar raha hoon..
Always smile ,you know why?
B’coz…..Hanso! Jiyo! …
Muskurao!…Kya Pata…
Kal Daant ho na ho!…
Keep smiling..
Sardar park me betha tha. Friend: Kya kr raha hy? Sardar: Badla le Raha hoon! Friend: Kese? Sardar: Waqt Ne muje barbad kia hy ab ma waqt barbad kr raha hoon.
Rehtay hain sath sath main or meri tanhayi
kartay hain raz ki battayin main or meri tanhayi
Din to guzar jata hay logoun ki bheer main
karty hain basar rat main or meri tanhayi
Aye na yad kabi tumhain bhool kar be hum
karty hain tumhain yad main or meri tanhayi
Sansoun ka Kya brosa kab chour jain sath
magar rahain gay sath sath main or meri tanhayi..

Is dil ke har dhadkan ka ehsaas ho tum.
Tum Kya jaano hamare liye kitne khaas ho tum.

juda ho k tumne hame maut se bhi battar sazaa di hai,
Phir bhi is tadapte dil ne tumhe khush rehne ki duaaein di hai.


m umair gurmani s/o m aslaml gurmani of kot sultan

Load-shedding me Kya Kya Zulam nahe huey hamare sth,

"Faraz"
Nara kheench Dala kisi ne Generator ki Rassi Samaj kar
('-')
<))>Ruk Oye Andhy.
Police wale ne carwale ko roka- "yeh suraksha week hai. Aap belt pehn
kar car chala rahe hain, isliye aapko Rs 5,000 ka inaam
dia jata hai. aap is inaam ka Kya karoge ?"

car driver- "mein iss inaam se apna driving license banwaunga"

pichli seat par baithi uski maa boli- "iski bat ka yakin mat karo.
ye sharab pi kr kuch b bolta hai."

uske papa bole- "muje pata tha ki chori ki car me
hm zyada dur nhi ja payenge."

Tabhi dikki se awaz ayi-
"bhai hmne border par kar lia Kya ?.............. "
Use bhul kar jiya to Kya jiya,
Dam hai to use Pakar Dikha,
Likh Patthro par apne Prem ki kahani,
Aur sagar ko bol- Dam hai to ise mita
kar dikha.

woh haath me leke hilate hai,

jinke paas nahi hai...

woh ungli dalke kam chalate hai



BOLO Kya?



Dirty Mind …… It is ….. TOOTH BRUSH'