masoom SMS Messages65 messages

masoom mohbbat ka itna sa fasana ha
kaghaz ki hawely ha aur barish ko bhi ana ha
kya shrty muhbbat ha kya sharty zamana ha
awaz bhe zakhme ha aur geet bhe gana ha
ye ISHAQ nahe aasaan bus itna samajh lejye
ik agg ka darya ha aur doob k jana ha..
'Zindagi' se poocho ye ka chahti ha
'Bus' aik zara si wafa chahti ha
'Kitni masoom or Nadan ha zindagi
'Khud' bewafa ha or wafa chahti ha....
naam to likh doun mager phir kheyaal aata hy...
malik
masoom hy sanam badnaam na ho jye
Betha tha neem ki chaaoun main ek shaam
Ek pari aayee aur kaha kay aarzoo kiya hai
Kaha kay aankh num hai dil jall raha hai
Bas! ek meethi si khushbo-e-Hina hai
Kehti hai `MUSAFIR` yeh khushbo kiya hai
Kaha kay pagli! sirf ek khayal hai bas
masoom lafzoon main chupi ek tasveer ayaan hai
Poochti hai Musafir! yeh jadoo kiya hai
Kaha kay Har Nazar na aanay waali cheez jadoo hai
masoom! poochti hai tumhain aakhir justujoo kiya hai
Kaha kay usay pana mayri khwahish nahin,
Usay mehsoos karna mayri justujoo hai
Ab tum bhi lout jaao pari
Sooraj bhi ghar ko chal diya hai…
Qissy Meri Wehshat K Jo MarQoom Hain Saary

Aa Daikh Tere Naam Se Mansoob Hain Saary


Bus is Liye Her Kaam Adhoora Hi Para Hai

Khaadim Bi Meri Quom K Makhdoom Hain Saary


Her Jurm Meri Zaat Se Mansoob Hua Hai

Keya Mere Siwa Shehr Me masoom Hain Saary


Ab Kon Mere Pa'on Ki Zanjeer Ko Kholy

Haakim Meri Basti K Bi Mehkoom Hain Saary


Shayd Ye Zarf Hai K Jo Khamosh Hoon Ab Tak

Warna To Tere Aaib Bi
Maloom Hain Saare
Kitni masoom khawahish ha us deewani larrki ki,
Chahti hai k mohabat b kry aurr khush b rahy.
Tusi savery savery
Kinay “Sweet”
Kinay “Pyary”
Kinay “masoom
Kinay “Zaheen”
Kinay “Shareef”
Tay Kinay “Sohnay”
banday da msg parh rahy ho…
*GOOD MORNING
Us K Hath Par Apna Naan Likha Dekha To Main Boht Khush Howa"

Wo Barey masoom Se Lehjhey Me Bola ...............

Tere Hum Naam Aur Bi Hain
FAADI
Teri taswer dekh kar main rota hoon ,
Ban kay rah gaya main ek samjota hoon
To kahan kala kawwa thera or mujay dekh
Ek masoom sa khubsoorat pyara sa tota hoon
Ashoor ka dhal jana, Sughra(A.S) ka wo guzar jana,
Akber(A.S) teray seenay main, berchi ka utar jana,
Aye khoon-e-Ali Asghar(A.S) medan-e-qiamat main,
Shabir(A.S) ke chehray per kuch aur nikher jana,
Sajad(A.S) yeh kehtay thay, masoom Sakina(A.S) se,
Abbas(A.S) ke lashay se chup chap guzar jana,
nanhay se mujahid ko man nay ye nasihat ki,
Teeron ke muqabil bhi, bay khauf-o-khatar jana,
Ali ko rulaye ga ta hashr lahoo aksar
Zahra(AS) teri kaliyon ka sehra main bikhar jana
Wo jiska Mansab hi tha Imamat tu Lahja kitna Mateen hoga

Khuda ne masoom jo banaya wo Ismaton ka Ameen hoga..

Luaab e Sarwar Lahu Ali ka .. BaTOOL ki goud .. Aur husn e Shabbar

yE saari cheezain mila kay socho Hussain kitna haseen hoga !???
Wo Jis Ka Mansab
Hi Tha Imamat

Tou Lehja Kitna
Mateen Hoga

Khuda Ny masoom
Jo Banaya

Wo Ismato''n Ka
Ameen Hoga

Lab-e-Sarwar,
Lahuu Ali Ka

Batool Ki Gaud,
Husn-e-Shabbar

Ye Sari Cheezai''n
Mila k Socho

"HUSSAIN" Kitna
Haseen Hoga ...