Kya SMS Messages1514 messages

ye dil na jaane Kya kar baitha.
mujhse puche bina hi faisla kar baitha.
is zameen par toota sitara to nahi girta.
aur ye pagal chand se DOSTI kar baitha...

U to hum bhi madad kia nahi karte,
Choclate Kya toffy bhi dia nahi karte.
Ye DOSTI sirf apse hai warna msg to Kya
hum kisiko number bhi dia nahi karte
Har nzar ko ek NZar ki talash hai,har chehre me kuch toh Ehsaah hai apse Dosti hum yun hi nahi kar bathe,Kya kare Hamari pasnd hi Kuch Khas hai
Kyon Maangte Ho Andhere Apne Vaaste E Dost
Jab Hum Roshni Kharid Laaye Hai
Takeed Ki Hai Baharo Se K Tujhse Jaakar Mile
To Kyon Tere Aas Paas Gumon K Saaye Hai

Apne Labon Ko Kyon Siye Baithe Ho
Kya Chhupa Hai Dil Mein Saamne To Laao
Dard Ki Lakiron Ko Mitane Do Gallon Se
Tere Liye Har Lamhe Se Muskuraahte Samet Laaye Hai

Gar Karoge Bharosa Mujh Par Dost
Waada Hai Sada Saath Nibhaunga
Har Aansun Jo Ubhrega Teri Aankon Mein
Teri Ksam Apni Aankhon Mein Sahej Laaunga
Subah

Subah

Suraj

Ka
Saath
Ho


Parindon
ki
aawaz
ho


haath
mai
chai
or
yaadon
main
aap
ho


us

khush
numa


ki
Kya
baat
ho..!!!!!!!!!.->?
Wo dil hi Kya jo milane ki dua na kare,
tujhe bhul ke jiyu khuda na kare,
rahegi hamari dosti zindgi bhar,
ye baat alag hai ki zindgi wafa na kare.
In B.Com there used to be a book named "Economic Problems of Pakistan" and now the new name is"Economics of Pakistan" Waah Kya taraqqi hai
Ek Chotta Sa Afsaana

Zindagi Me Pheli Bar 31 May Ko Main Ne Apni Pyari Si

Girlfriend K Sath Date Pe Janay Ka Socha,Zehar Khanay Ki Dhamki Pe Ussay Razi Kya 0r Theek 12:00

Baje Ka Time Diya But Meri Bad-Qismati Dekho Poray Pakistan Me

31 May Ko 12:00 He Nhi Baje Aaah!

Jeeney Do

Musharaf
Jala daali zaalimo ne meri dukan,
Es se to acha tha jala dete mujh samait mera makaan.

Ab kahan se kama k khilaounga apne gharane ko,
Jab ghar main hi nahi hoga raashan o samaan.

Mera qasoor Kya tha aey zalim jalane wale,
Na main hamla awar tha na wo mera mehman.

Meri zindagi bhar ki kamaai aik pal main jal gai,
Aur tum kehte ho sabar kr.. na ho halkaan?

(Dedicated to those 5000 karachi shopkeepers whose shops burned out last nite...
Kehty hai agar kisi mulk ki awam

Imaandar Ho,
Zaheen Ho.

To..

Us mulk ka sadar or Vazeer-e-aazam bhi wesa hota hai,

Agar awam be-waqoof ho to,

Hukomat Us Awam ki bewakoofi se faida uthati hai,

Kya Hum Be-Waqoof Hai?

Rango mein ghuli ladki Kya laal gulabi hai
Jo dekhta hai kehta hai Kya maal gulabi hai

Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein
Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai.
Sar gair k Aage na jukane wala

Aur Nezey pey bhi Quraan sunaney wala

Islam se Kya poochte ho kon Hussain

Islam ko Islam banane wala . . .