Kya SMS Messages1514 messages

Students K Dard University Kya Jane
Colleg K Riwaj Parent Kya Jane
Hoti Kitni Taqlif 1 Paper Likhne Me
Wo Paper Check Karne Wala Kya Jane...
Kuch Kuch Hota Hai(Remix)

Exam Pas Aye Dil Gabhraye

UNIVERSITY Na Jane Kya Paper Banaye,

Abto Mera Pen Ruk Ruk K

Chalta He Kya Karu Haye

Kuch Kuch Hota Hai
Boy: Jaaneman, is dil mein aaja!
Gal: Sandal utaaroon Kya?
Boy: Are pagli, yeh koi mandir thodi hai, aise hi aaja!
Kya faaida hua hai ab intezaar karke
Gardish mein aagaye hai..Hum tumse pyar karke
Iss daur mein Wafa ka..Hum karobaar karke
Sunnat nibha rahe hai..Dushman se pyar karke
Tanhai me fariyad to kar sakte hai,
Virane ko aabad to kar sakte hai,
Kya hua agar aapse mil nahi sakte,
Apko dil se yaad to kar sakte hain..
Jaha raha hai mera SMS, na jane Kya gul khilayega?
pyar se padha jayega ya bina dekhe delete ho jayega,
agar delete na hoga to ek reply jarur aayega...
Rab se aapki khushi mangte hain,
duaon me aapki hansi mangte hain,
sochte hain Kya mangen aapse chalo aapki umar bhar ki
dosti mangte hain
hai humara, Dil ke kone me hai Naam tumhara,
Her yaad me hai chehra tumhara,
SMS nahi to Kya hoa Zindagi
bhar saath nibhana ka wada hai humara!
Zindagi behaal hai Sur hai naa taal hai,
msgbox bhi kangal hai,
Kya aapki SMS factory me hadtal hai,
yaar kuch tu bhejo ya meri mobile ki zindagi ka sawaal hai
Dost milte hain yahaan dil ko dukhaane ke liye,
Ungaliyaan rakhte hain vo ham pe uthaane ke liye,
Kyaa qusuur un kaa ye ikk rasm chalii aayi hai,
Tohamtein hotii hain duniyaa mein lagaane ke liye,
NaaKhudaa maan ke baithe hain jin kii kashtii mein,
Vo hamein maujon mein laaye thay Dubaane ke liye,
Vo havaaon kii tarah rukh ko
badal lete hain,
Ham nasiibon se lade thay jinhein paane ke liye,
Jab Waqt ne Zindagi se Hisaab maanga,
To humne socha Kya Khoya or Kya Paaya,
Khone ka to Hisaab na mila,
Yaad raha to bas itna ke Dost ap jaisa bhi payaa
Wo baat Kya karu jiski khabar hi na ho,

wo dua Kya karu jisme asar hi na ho.

Kaise keh du aap ko lag jaaye meri umar,

Kya pata agle pal meri umar hi na ho