zinda SMS Messages1014 messages

jub koi pochta hai mujh sy meri zindagi ki qemat"faraz"

to mujhe yaad aa jata hai tera muskurana..
har ek ki zindagi ka maqsad ek hi hota hai faraz..

khud chahe kitna b bewafa ho talash hamesha wafa ki rehti hai...
in dosti k rahoon main dhoka na dena"faraz"

mera yakeen tujh pe aisa hai jesa zindagi ka mout par.
wo asa tu nahi tha k mujhy akaila chor kar chala jata faraz..

aya ho ga zaroor us ki zindagi me koi mujh se b pyara!!
Dard Itna Tha zindagi Men, Dharkan Sath Dene Se Ghabra Gai FARAZ,
.
.
Band Thi Ankhein Kisi Ki Yaad Men, Mout Aai oR Dhoka Kha Gai..
"Jab Madine Me Islam Aam Ho Chuka To Nabi (Saw) Ne Farmaya:
"Agar Aj Meri Maa zinda Hoti, Aur Main Namaz-E-Isha Men Khara Hota,
Or Meri Maa Hujre Se Mujhe Awaz Deti,
O''muhammad (Saw).!
To Khuda Ki Qasam, Main Farz Namaz Chor Kar Dorta Hua Jata,Or Maa K Qadmon Men Gir Jata"
Subhanallah
''Happy Mother''s Day''