zinda SMS Messages1014 messages

usay meri chup nai rula diya
jisay guftugoo pa kamaal tha!!
wo tu mujh sai mil k tha ro diyaa
faqat itna hi mujhai keh saka
jisay maanta tha main zindagi
wo tu sirf wehm-o-khayal tha..!!!
mohabbat na samajh hoti hai samjhana zaroori hai
jo dil main hai use aankhon se kehlaana zaroori hai
usoolon per jo aanch aaye tou takraana zaroori hai
jo zainda hai tou phir zinda nazar aana zaroori hai
bohot bebaak aankhon main talluq tik nahin sakta
mohabbat main kashish rakhne ko sharmaana zaroori hai
saleeqa hi nahin shaayad use mehsoos kerne ka
jo kehta hai khuda hai tou nazar aana zaroori hai
"PYAAR"Ka pehlaLafz"P"


hai,




Lekin:




Agar"p"ko nikal do to


"YAAR"reh jata hai,




Aur agar





Aape jese"YAAR"




Ho to zindagi se B
"PYAAR"


Ho Jata Hai............-;>
Dil Hi Dil Mein Hum Tumhain Pyar Bahot Krtey Hain
Lekin Saach Hai K Bataney Se Bahot Dartey Hain

Khud Pe To Hai Yaqin Saanson Pe Magar Nahi.
Moat Se Nahi Aey "Khushi" zindagi Se Hum Dartey Hain

~ Tum Bin ~
Phool ki shuruvat kali se hoti hai, zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai, Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur apno ki shuruvat aapse hoti hai. * Happy Diwali *
Deep Jalte jagmagate rahe, Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai, dua hai hamari ''Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe...'' Happy Diwali
Laxmi Aayegi Itni ki Sab jagah Naam hoga,
Din raat Vyapar bade itna Adhik kaam hoga,
Ghar Pariwar Samaj me banoge Sartaj,
Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye
.
Deep Jalte Jagmagate rahe,
Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai, Dua hai hamari
Aap Chand ki tarah Jagmagate rahe.

"Happy Diwali"
Deep Jalte jagmagate rahe, Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai, dua hai hamari ''Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe...'' Happy Diwali


Tujh bin zindagi ka tasawar hi nahi hai ,
Tere sang ho zindagi aisa bhi koi scene nahi hai,

Iss dunya mein, tum he sab say haseen ho
mein aur kahon jhot kitna, ke tum ko yaqeen ho
Husband to Wife: Tum meri zindagi ho,
or __

WIFE: or KYA?


Batao na or kya?

Wife shouted tell me or kya?

Husband: or laanat hai aisi zindagi pay.....!


Ur 5 qualities:

1———

2———

3———

4———

5———

Agar zindagi main kabhi
koi acha kam kia hota
to aj ye jaga khali na hoti


Girl’s father: “main nahin
chahta k meri beti apni pori
zindagi ek ghaday k sath guzaray”

Boyfriend:”Bus, isi liye main
usay yahan se le janey aaya hon.”