zarorat SMS Messages31 messages

hum pasand to sub ko the
dost
per sirf zarorat ki tarah
Azmat k 4 Minaron k 4 Azeem Aqwal:
Insan Khud Azeem Nhi Hota Bal’K UsKa Kirdar Azeem Hota He,
Hazrat Abu Bakar Siddiq R.Z
Ghuse Ki Halat Men Insaf Krna Mushkil Hota he,
Hazrat Umer Farooq R.Z
Zindgi Ka Koi Maqsad Banalo Phir Apni Sari Taqat Us k Husool Pr Lagado Tum Zaror Kamyab Hojaoge,
Hazrat Usman Ghani R.Z
Jo Shakhs Tumhari Nigahon Se Tumhari zarorat Ko Samjh Nhi Skta, Us se Kuch Mang Kr Khud Ko Shrminda Na Kro,
Hazrat Ali R.Z…
youn hium ko satany ki zarorat kia thi
dil mera toor k jany ki zarorat kia thi

jo nahi tha ishq to keh diya hota
humein youn aazmaney ki zarorat kia thi

maloom tha gehray khuwab toot jayn gay
neend mein a kar jagany ki zaroorat kia thi

maan loon ager ye yak tarfa mohaabat thi
mujhe dekh kr pher muskarany ki zaroorat kia thi

jo hum na thy tumhary qabil-e- nazer
tu muj ko mohabat sikha kr thoker laganey ki zaroorat kia thi
Meri dua hai to naik serat ho,


Tera dil teri tarha khobsurat ho,


Mill Jaye har cheez tujhe dua se pehle,


khud dua ko tere hathon ki zarorat ho.....
Meri dua hai to naik serat ho,


Tera dil teri tarha khobsurat ho,


Mill Jaye har cheez tujhe dua se pehle,


khud dua ko tere hathon ki zarorat ho.....
zarorat tor dati he goror-o-be nayazi ko, na hoti koi majbori tu har banda khuda hota,
Tujhay izhar-e-mohabbat $ay agar nafrat hai,
Tu nay hontoo ko larznay $ay too roka hota,
bay niazi $ay, magar kanptey awaz k $ath,
Tu nay gabhra k mera naam na pocha hota,
younh be wajha bataney ki zarorat kiya thi,
Dam-e-rukh$at main, agar yaad na aaya hota,
Ho$la tujh ko na tha mujh $ay juda honay ka,
Warna kajol teri ankhon ka na phela hota,
Tujhay izhar-e-mohabbat $ay agar nafrat hai,
Tu nay hontoo ko larznay $ay too roka hota.....
Mujhe Ali Ki zarorat Hai Her Kadam Ya Rab
Mujhe Ali K Sewa Koi Aasraa He Nahi

Bataiye Kis Tarha Jannat Main Aap Jain Gain
Dar-e-Ali K Sewa Koi Raasta He Nahi
Mola ke malangon ki taqdeer hay Jannat!!!!

Hasnain Shareefain ki jageer hay Jannat!!!!

Jannat ki zarorat ho jisay mangay Dua woh!!!!

Mere liye har Majlis-E-Shabbir hay Jannat!!!!
Q : Woh Kon si cheez hai jiss ko zarorat ke waqt Pehnak detay hain , Oor jab aus ki zarorat nahi hoti tu utha kar rakh letay hain ???


Ans : Behri Jahaz Ka Langar ( Anchor )

yeh mumkin hai hamaray darmiankoi
ghalat fehmi bhi na rehti
jo apnay dil mein choti si
khalish hai khatm hojati
bata deta k mujh ko aaj bhi uski zarorat hai
jo is jevan ka hasil hai to bus uski mohabat hai
bata deta k logon ki sabhi baaten fasanay hain
sabhi qisay puranay hain
main keh deta k zara si baat pay yun rothna acha nahi hota
mohabat karnay walon mein
ghalat fehmi to ho sakti hai par jhagra nahi hota
main har ik baat keh deta
khalish bhi dur hojati
main uska hath thamay yunhi uska hum qadam rehta
woh agay hath to karta
wo mujh say baat to karta
Kisi ka ishq kisi ka khyal thay hum bhi,
Gaye dinon main bohat ba kamal thay hum bhi,
Hamari khoj main rehti thein titlyan aksar,
K apnay shehr ka husn-o-jamal thay hum bhi,
Zameen ki goad main sir rekh k so gaey aakhir,
Tumharay hijr main kitnay nidhal thay hum bhi,
zaroration ne hamara zamer chaat liya,
Wagarna qaa’el-e-rizq-a-halal thay hum bhi,
Hum ask ask bikhartay rahay isi dhun main,
K zindagi main kabhi laazwal thay hum bhi!