zameen SMS Messages122 messages

Aisi zameen Aur Aasman

Inkay Siwa Jaana Kahan

Bhadti Rahay Yeh Roshni

Chalta Rahay Yeh Karvan

Dil Dil Pakistan

Jaan Jaan Pakistan

Dil Dil Pakistan

Jaan Jaan Pakistan...

Happy Independence Day
Dozakh
Main
Shaitano
Ne
Ehtijaj
Ker
Rakha Hai
K Humare
Us
Dost
Ko
B
Giriftaar
Kia
Jaye
Jo
Is
Waqt
zameen
Per
Azad
Ghoom
Raha Hai
Aur
"NAIK"
Logon
K
SmS
Parh
Hai...... :P
Agar dm hai to inka jawab do ap ne bhi bht sawal dekhe honge try it.

1. Adam A''A ne zameen par pehla phal kon sa khaya?
2. Roo a zamin par sb se pehle drakht kon sa tha?
3. Wo kon sa phal hai jo zamin k andar ugta hai?
4. Wo kon sa parinda hai jiska damagh nhi hota?
Challenge reply must.
4 Cheezein Aisi hain jo 4 Jaghon main nahi hoti,
zameen main....
Asmaan main....
Zubaan main....
Quran Pak Main...
Har 1 MAIN 1, 1 CHEEZ NAHI HAI,

Challange 4 All
Tell me on my Number
Iss Ques Ka Ans Btaho
QUES?
Wo Khon Si Cheez Hai Jis Ko Agar zameen Pe Painko To Nahi Tootti,
Lekin Agar Pani Mein Painko To Toot Jati Hai.

Ans is."ReflEctiOn"
Jageer Daar 1 Sardar Se: Agr Main Subah
Apni Car Me Niklun To Shaam
Tak Main Apni Aadhi zameen
B Nahi Dekh Sakta.

Sardar: Hamare Pas B Pehle Aisi Hi Car Thi ;->
Ye Asman, zameen and in donoo K darmiyan jo kuch b hy Allah Tallah ki tasbeeh harty hy.. Aur ham insan kaisy baigafill h K gunnah par gunnah keay jatay hay aur toba B nahee krty... think today....
Sbha Ka Hr Pal Zindagi
De Aapko

Din Ka Hr Lmha Khushi
De Aapko

Jahan Gham Ki Hawa
Chuu k B Na Guzry

KHUDA Wo JANNAT Si
zameen De Aapko

Aamin

G o_O d
Morning
roh ki gherat khowab hoi
tekh-e-anna bey aab hoi


Merey wajood pay aara chalta jatta hey
meri zameen ka naam badalta jatta hey
oor mey choop hoo!!!!!!!!!!
Sochta Huun k Usay bhi Neend Aati Ho gi
Ya Meri Terha Faqat Ashk Bahati Ho ti
Wo Meri Shakal Mera Naam bhoolne Waali
Apni Tasweer se ki aaankh milati ho gi
Is zameen Per bhi hai Sailab Mere Ashko''n Se
Mere Matam Ki Sada Arsh Hilati Ho gi
Shaam Hote Hi Chaukhat pe Jala Ker Shamae''n
Apni Palkon Pe Kai Khuwab Sajati ho gi
Us ne Silwa Bhi Liye Honge Siyah Rung k Libaas
Ab Moharram Ki Terha Eid Manati ho gi
Hoti Hogi Mere Bosay Ki talab Main Pagal
Jab Zulfoon Main Koi Phool Sajati Ho gi
MEre Tareek Zamano Se Nikalne Waali
Roshni Tujh Ko Meri Yaad Dilati ho gi
Dil Ki Masoom Ragain Khud hi Sulagti Hongi
Junhi Tasweer Ka Kona wo Jalati Ho gi
Roop De Ker Mujhe Us main Kisi Sehzaade ka
Apne Bachon Ko Kahani Wo Sunaati Ho gi
Kisi ka ishq kisi ka khyal thay hum bhi,
Gaye dinon main bohat ba kamal thay hum bhi,
Hamari khoj main rehti thein titlyan aksar,
K apnay shehr ka husn-o-jamal thay hum bhi,
zameen ki goad main sir rekh k so gaey aakhir,
Tumharay hijr main kitnay nidhal thay hum bhi,
Zaroration ne hamara zamer chaat liya,
Wagarna qaa’el-e-rizq-a-halal thay hum bhi,
Hum ask ask bikhartay rahay isi dhun main,
K zindagi main kabhi laazwal thay hum bhi!
Aaj ke daur mein aye dost yeh manzar kyun hai
Zakhm har ser pe har haath mein patthar kyun hai


Jab haqeeqat hai ke har zarrey mein Tu rehta hai
Phir zameen par kahin masjid kahin mandir kyun hai


Apna anjaam to maalum hai sab ko phir bhi
Apni nazaron mein har insaan sikandar kyun hai


Zindagi jeeney ke qaabil hi nahin abb zakhmi
Werna har aankh mein ashkon ka samandar kyun hai