zameen SMS Messages122 messages

koi to Do$T meri zindgi mei ai$a ho,
Mohabbat ki tarah ho wafaon jia$a ho,
Mero tala$h ki had u$ pe khatam ho jay,
zameen pe ho magar a$maan jai$a hi.....
ye dil na jaane kya kar baitha.
mujhse puche bina hi faisla kar baitha.
is zameen par toota sitara to nahi girta.
aur ye pagal chand se DOSTI kar baitha...
Is tarah se bhare jahan main hoon
Jaise tanha kisi makan main hoon

Waasta gair se na apnoo se
Qaid sa apne jism-o-jaan main hoon

Urta rehta hoon bas khalaoon main
Na zameen main hoon Na aasman main hoon

Kon hoon kia hoon koi kia janee...?
Hoon magar apne hi ghuman main hoon

Kon samjhe bhala mera mafhoom
Shair hoon na jane kis zaban main hoon....?
Ek Din Barray Ghroor Se Kehnay Lagi zameen
Aya Meray Naseeb Mein Parchum HUSSAIN Ka.!!

Phir Chand Ne Kaha Mere Seenay K Daagh Dekh
Hota Hai Aasmaan Pe Bhi Maatam HUSSAIN Ka.!!

Zamane-e-Karbala Ka Kehna Kia

Faqt Zulm Ki Intiha Lekin HUSSAIN Ka Nara Kia

Dastan-e-Ajeeb Hai Khoon Ki Sitam Ki

Panjtan Kafi Karbala Ki zameeno’n Ka Kehna Kia
Zamane-e-Karbala Ka Kehna Kia

Faqt Zulm Ki Intiha Lekin HUSSAIN Ka Nara Kia

Dastan-e-Ajeeb Hai Khoon Ki Sitam Ki

Panjtan Kafi Karbala Ki zameeno’n Ka Kehna Kia
Gali gali Main Usi Ka Parcham
Usi Ka Sajda Jabeen Jabeen hey
Qadam Qadam Pey Sabeel Us Ki
Nazar Nazar Main Wohi Makeen Hai
Hawa Hawa Main Usi Kay Nohay
Wohi Tasveer Khla Nasheen hey
Usi Ka Matam hey Aag Per Bhi
Usi Ka Gham Khuld Ka Ameen Hai
Falak Falak Pay Lahoo Usi Ka
Usi Ki Majlis zameen zameen Hai
Hussainiat Ko Mitanay Walo
Hussainiat Ab Kahan Nahee HAi
Khutba-e-Zainab Sai Larzan Thai zameen-o-Aasmaan,

Rakh Diya Takhta Palat Kar Jis Nai Mulk-e-Shaam Ka...

Bhai Khaak-o-Khoon Main Ghaltan Aur Zindaan Mai Behan....

Tashat Main Bhai Ka Sar, Zainab Bahr-e-Darbar Main ,

Koie Bhi Insaan Nahi Tha Lashkar-e-Kuffar Main
aa aa ke zalzaloon ne musalsal zameen per
ASGHAR(a.s) tumhari qabar ko jhula bana dia
zameen E Haq Pe Hasad Se Shigaaf Mat kijeay
Amal ko Hukum E Khuda k Khilaaf Mat Kijeay
ALi(a.s) Ka Bughz Mila Hai Agar wirasat me
Tu Kaba Ghar hai ALi(a.s) Ka Tawaaf Mat kijeay
Aamad e Qasim hoi hay mujtaba ki gaud me
Khud hassan aye thay jaisey murtaza ki gaud me
Bha gai qasim ki surat jab zameen k chand ko
ye kaha yun saatwin me chaudwin ka chand ny
hay pisar qasim hassan ka fatima ki gaud me
Aisa lag raha k chaand agay hy chaand ki gaud me
Be Amal Dil Ho To Jazbat Se Kia Hota Hai
zameen Banjar Ho To Barsat se Kia Hota Hai
Na Ho Jis Dil Me Ali e Murtaza Ka Ishq
Ayy Musalman In Ibadat Se Kia Hota Hai ?